आओ पास बैठो प्यार की कोई बात करते हैं,
खुशी के चन्द लमहों की तलाश करते हैं।
तुम जो पास आते हो तो बहार आती है,
और खुशुबू भरा प्यार बिखेर जाती है।
प्यार में खामोशियाँ भी बोल उठती हैं,
तनुहायियाँ भी सिमट कर रह जाती हैं।
चलो ऐसी एक खुशनुमा शुरुआत करते हैं,
आओ पास बैठो प्यार की कोई बात करते हैं,
खुशी के चन्द लमहों की तलाश करते हैं।
पास आने से तो दूषित प्यार हो जाता है,
दूर जाने से जीना दुसवार हो जाता है,
पास आकर भी आगोश में न आना तुम,
बहुत दूर जाकर कहीं खो न जाना तुम,
प्यार करो इतना होश में न आयें हम,
जिंदगी बेबफा ही सही चलो ऐतवार करते हैं,
आओ पास बैठो प्यार की कोई बात करते हैं,
खुशी के चन्द लम्हों की तलाश करते हैं।
THIRST OF LOVE
aao paas baitho pyaar ki koi baat karate hain,
Khushi ke chand lamhon ki talaash karate hain.
tum paas aate ho toh bahaar aati hai,

aur Khushboo bhara pyaar bikher jaati hai.
pyaar mein Khamoshiyaan bhi bol uthati hain,
tanuhaayiyaan bhi simat kar rah jaati hain.
Chalo ek aisi khushnuma shuruaat karate hain,
Aao Paas baitho pyaar ki koi baat karate hain.
Khushi ke chand lamhon ki talaash karate hain.
Pass aane se toh dooshit pyaar ho jata hai,
Door jaane se jeena dushbaar ho jata hai.
Paas aakar bhi aagosh mein na aana tum,
Bahut duur jaakar kho na jaana tum,
Pyaar karo itana hosh mein na aayen ham,
Jindagi bebapha hi sahi chalo aitwaar karate hain,

Khushi= pleasure, happiness; lamhon = moments; talaash = search; bikher = spread; khamoshiyaan = silence; tanuhayiyaan = loneliness; khushnuma = beautiful; shuruaat = beginning; dooshit =foul, vicious; jeena =live; dushwaar =difficult; aagoash = in the circle of ones arms; duur =far away; bebapha = not trustworthy; aitwaar = belief, faith;

No comments:
Post a Comment